How Many of These Desi Myths Did You Grow Up With ?

We’ve all heard of ‘kainchi chalanay se ghar mei larayi hoti hai’ and ‘ Joota ulta para ho toh seedha karlo’, but they’re still some desi myths out there that are too ridiculous sounding to believe! Here are our top picks:

‘Paon mat hilao, shaitan jhoola leyta hai’

Shaitan: Weeeeeeee

‘Maghrib ke baad baal khol kar darakht ke neechay na jao, jinn hotay hain’

‘Plate chaato toh shadi ke din barish hoti hai’

Mmmm. Chocolate cake. Yum.

‘Machi khanay ke baad doodh na piyo, phool behri hojati hai’

‘Soye huay banday ke ooper se guzro toh uska qad nai bharta’

Is that why I’m so short…

‘Plate mei khana na choro warna shaitaan kha leyga’

Um, it’s called dieting. Huh.

‘Janemaz bicha huwa na choro, shaitaan namaz parhege’ (Why is that a bad thing..?)

‘Hichki aye toh koi yaad karaha hai’

Please aur yaad karo. Koi toh karay.

‘Azaan ke waqt agar sarh par dupatta na ho toh shaitaan sarh par pishi kardeta hai’

LOL. A new conditioning treatment perhaps?

See Also

‘Mehndi ka  jitna rung aye, shauhar/saas utna he pyar kartay hain’

‘Roti ka nawala agar neechay giray toh mehmaan ayeinge’

‘ Aik kela khanay se constipation hojati hai, doh khaya karo hamesha’

‘ Daanto ke beech space ho toh miyaan bahut pyar karne wala hoga’

‘ Left hath par khujli ho toh paisay kharch honay walay hain’

‘Khanay khatay huay zabaan kat jaye toh koi burai karaha hai’

Have you heard of even weirder ones? Let us know in the comments below!

 

View Comments (0)

Leave a Reply

Your email address will not be published.

Scroll To Top